Thursday, August 22, 2013

Yaadein

kal ki kagaz par kuch anokhe nishaan hain
woh yaadon ki gali se guzarteh kabhi hain
dil ke kareeb toh sarein ki sarein hain
beete huve pal mein khoke bhi zinda hain
aaj bhi kabhi muskurahat ki waja hain
aankhon mein aasu ki pehchaan bhi hain
kal ki kagaz par kuch anokhe nishaan hain
yaadon mien toh woh aaj bhi mehfuz hain


No comments:

Post a Comment